Alone Shayari in Hindi | Yoon Toh Har Rang Ka Mausam Mujhse Waqif Hai

0
यूँ तो हर रंग का मौसम मुझसे वाकिफ है मगर,
रात की तन्हाई मुझे कुछ अलग ही जानती है।
Yoon Toh Har Rang Ka Mausam Mujhse Waqif Hai Magar,
Raat Ki Tanhai Mujhe Kuchh Alag Hi Janti Hai.


कितनी अजीब है इस शहर की तन्हाई भी,
हजारों लोग हैं मगर कोई उस जैसा नहीं है।
Kitni Ajeeb Hai Iss Shahar Ki Tanhai Bhi,
Hajaro Log Hain Magar Koi Uss Jaisa Nahi Hai.

उसे पाना उसे खोना... उसी के हिज्र में रोना,
यही गर इश्क है तो... हम तन्हा ही अच्छे हैं।
Use Pana Use Khona... Usi Ke Hijr Mein Rona,
Yahi Gar Ishq Hai To... Ham Tanha Hi Achchhe Hain.

एहतियातन देखता चल अपने साए की तरफ,
इस तरह शायद तुझे एहसास-ए-तन्हाई न हो।
Aihtiyatan Dekhta Chal Apne Saaye Ki Taraf,
Iss Tarah Shayad Tujhe Ehsaas-e-Tanhai Na Ho.

हर वक़्त का हँसना तुझे बर्बाद ना कर दे,
​तन्हाई के लम्हों में कभी रो भी लिया कर।
Har Waqt Ka Hansna Tujhe Barbaad Na Kar De,
Tanhai Ke Lamhon Mein Kabhi Ro Bhi Liya Kar.

मुझको मेरी तन्हाई से अब शिकायत नहीं है,
मैं पत्थर हूँ मुझे खुद से भी मोहब्बत नहीं है।
Mujhko Meri Tanhai Se Ab Shikayat Nahi Hai,
Main Patthar Hoon Mujhe Khud Se Bhi Mohabbat Nahi Hai.

Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)