दिल हंसते हंसते रो पड़ा,
दर्द आँसुओं में है बड़ा।
Dil Haste Haste Ro Pada,
Dard Aasuo Mein Hai Bada.
दर्द आँसुओं में है बड़ा।
Dil Haste Haste Ro Pada,
Dard Aasuo Mein Hai Bada.
जब लफ्ज़ थक गए तो फिर आँखों ने बात की,
जो आँखें भी थक गयीं तो अश्कों से बात हुई।
Jab Lafz Thak Gaye Toh Phir Aankhon Ne Baat Ki,
Jo Aankhein Bhi Thak Gayin Toh Ashqon Se Baat Hui.
जज़्बातों के खेल में मुहब्बत के सबूत न मांग हमसे,
मैंने वो आंसू भी बहाए हैं जो मेरी आंखों में न थे।
Jazbaato Ke Khel Me Mohabbat Ke Saboot Na Maang Humse,
Maine Vo Aansoo Bhi Bhaaye Hai Jo Meri Aankhon Me Na The.
पढ़ने वालों की कमी हो गयी है आज इस ज़माने में;
नहीं तो गिरता हुआ एक-एक आँसू पूरी किताब है।
Padhne Walon Ki Kami Ho Gyi Hai Aaj Is Jamaane Me;
Nahi To Girta Hua Ek Ek Aansoo Puri Kittab Hai.
जिनकी किस्मत में लिखा हो रोना,
वह मुस्कुरा भी दे तो भीआंसू निकल आते हैं।
Jin Ki Kismat Me Likha Ho Rona,
Woh Muskura Bhi De Toh Bhi Aansoo Nikal Aate Hai.
दिल का अब सिने में एहसास नहीं होता,
शायद आंसुओं के सैलाब में बह गया होगा।
Dil Ka Ab Sine Mein Ehsaas Nahi Hota,
Shayad Aansuon Ke Sailab Mein Bah Gaya Hoga.
Post a Comment
0Comments